Youtube par Video Upload kaise kare Hindi jankari

Dosto aaj mi aapko btaunga ki Youtube par video upload kaise karte hi. Youtube ek aisa way hi jis se aap aasaani se paise kama sakte hi lekin Youtube se paise kamane ke lie aapke pas youtube ki acchi jankari honi chahiye. Aaj mi aapko youtube par video upload karne ka sabse simple aur sabse aasaan tarika btaunga. Hamaare bhut saare friends ko pata hi nahi hota hi ki yotube par video upload karne ka tarika kya hi ya kaise karte hi. Aapko sirf mujhe follow karna hi aur agar koi problem aati hi to mujhe comment karna.
YouTube par upload



Youtube par Video Upload kaise kare

(How to Upload Video on YouTube in hindi)
Aapko sabse pehle www.youtube.com par jana hi aur apne Gmail ID se login karna hi. Ab appko video upload karne ke lie upload par click karna hi. Aapke saamne niche  photo me dikhai gayi jaise window khule gi.
YouTube par video upload kaise kare


1. Aapko apne computer me se video select karne ke lie yaha par click karna hi. 
2. Agar aapke Google+ par koi video hi toh aap yaha par click karke upload kar sakte hi.
3. Agar aapko apne camera se video bna ke upload karna hi toh yaha par click kare.
4. Agar aapko apne photos ka slide show bna kar upload karna hi to yaha par click kare.
5. google+ par chat karte huye video bana kar bhi upload kar sakte hai.
6. pehle se jo bhi video aapne upload kiye hi yaha par click karke edit kar sakte hi.

Jab aapka Video upload hona start ho jayega toh ek new window khul jayegi.
YouTube par video upload kaise kare


1. Video Uploading ka persentage yaha par dikhega.
2. Yaha par aap apne video ka name daal sakte hi jo bhi naam aapko  pasand ho.
3. Yah place video se related jankari likhne ke lie hoti hi jaise video me kya hai, video kis
bare me hai, or is video ka sambandh kis kis se hai.
4. Apne video me tag dalne ke lie yaha par aaye. 
5. Yaha par aap set kar sakte hi ki kon aapke video ko dekhega aur koun nahi. Agar aapko apne video ko sab ko dikhana hi to Public select kare. Aap apne video ko google aur twitter par bhi send kar sakte hi.
6. Agar aapko apne video ke sath message add karna hi toh yaha se kar sakte hi.
7. Agar aapko apni video ko playlist me add karna hi to yaha se kar sakte hi.
8. yaha par 3 thumbnail aa jayegi video upload hone ke baad. Inn me se aapko ek thumpnail select karna hi jo aapko accha lage. jo bhi aapke video ko dekhega usse sabse pehle ye thumbnail dikhai dega.
9. jab app apne video ki puri information bhar le tab yaha click karna hi.
10. Video dekhne ke lie yaha click kare jo aapne upload kiya hi.
11. Yaha se aap koi aur bhi video upload kar sakte hi.

Dosto iss tarike se aap YouTube par video upload kar sakte hi, yahi sahi tarika hi video upload karne ka.

Iss post se related koi question hi toh aap puchh sakte hi. 



>>Isse bhi padhe>>


Youtube par Account kaise banaye aur Paise kaise Kamaye
Internet se 10000 se 15000 Rupay Mahina kaise kamaye
Apne Blog or Website Ke Liye Privacy Policy Page Kaise Banaye


Tags: Youtube par account kaise banaye, How to create an account on youtube,  Youtube par video upload kaise kare, How to upload video on youtube, youtube se paise kaise kamaye, How to earn money on youtube, Adsense se paise kaise kamaye, Blogging se paise kaise kamaye, internet se paise kaise kamaye, microsoft excet kaise use kare, how to make money on internet, weather report, weather of money, all quotes in hindi.

1 comments:

Do you need free Google+ Circles?
Did you know you can get these AUTOMATICALLY & TOTALLY FREE by using You Like Hits?


EmoticonEmoticon